Aye Khuda | Karam Tera | Rifana Razack | Kabul Bukhari | Ramadan 2024 Special Devotional Songs
Tips Ibadat Tips Ibadat
783K subscribers
1,290 views
0

 Published On Mar 15, 2024

Tips Ibadat Presents Ramadan 2024 Special Devotional Songs "Aye Khuda | Karam Tera" Sung By Rifana Razack | Kabul Bukhari. @TipsIbadat

#ramdan #islamicsongs #muslimsongs

To receive regular Spiritual and Divine song updates, do subscribe to us on the below link.    / tipsibadat  

Credits :
Singer/Music/Lyrics: Kabul Bukhari
Rabab: Pradipto Sengupta
Recorded/Mixed/Mastered at K.B. Studio Goregaon West Mumbai
Video: Akash Dogra (Natya Roots Productions Jammu)
Production Manager: Vikas Bawa
Line Producer: Uzair Nazir (U.N. Valley Production Pahalgam Kashmir)
Wardrobe: Kashmir Hub Rajbagh Srinagar

Audio Credits:
Singer: Rifana Razack
Music Composer: Sayed Ali
Lyricist: Payam Saeedi
Music Supervisor: Aasim Ali
Music Producer/Arranger: R.S Mani
Mix Mastered: Partha Protim Das @ Euphony Studio
Video: Sadique

Karam Tera Song Lyrics:
Allahu, Allahu, Allahu, Allahu
Ya maula karam tu kardena
Ya maula yeh jholi bhardena
Ya maula karam tu kardena
Ya maula yeh jholi bhardena
Aur koi na tere dar sa hai
Sabpe hi karam tera barsa hai
Sabpe hi karam tera barsa hai

Tere naam se shuru hai meri zindagi
Tere naam se shuru hai meri zindagi
Tera banda hoon karoon main teri bandagi
Tera banda hoon karoon main teri bandagi
Tu hai rabbe zuljalal
Tera jalwa hai kamal
Tu hai har ek cheez mein
Rabba tu hai lazawal
Tu awwal aakhir bhi tu
Hai chhupa zaahir bhi tu
Tu hai khaliq e dojahan
Muqtadir qaadir hai tu
Muqtadir qaadir hai tu
Muqtadir qaadir hai tu
Tujhse hi shuru sab hota hai
Aakhir bhi tu hi rab hota hai
Bechara sa insan hoon maula
Kuch din ka main mehmaan hoon maula

Kuch din ka main mehmaan hoon maula
Kuch din ka main mehmaan hoon maula
Allahu Allahu

Tune di zindagi lene wala bhi tu
Tu andhera kare karta ujaala bhi tu
Tune di Zindagi lene wala bhi tu
Tu andhera kare karta ujaala bhi tu
Teri marzi se jahan yeh zameenon asmaan
Sab siyare hai tere chaand taare hai tere
Sajde mein hai rehte saare insaan farishte
Tujhse sabhi hai naate
Tujhse hai saare rishte
Tujhse hai saare rishte
Tujhse hai saare rishte
Shukrana rabba main kaise doon
Teri hi badaulat zinda hoon
Karlena mere sajde qabool
Maaf karna hojaye koi bhool
Maaf karna hojaye koi bhool

Aye Khuda Song Lyrics:
Aye khuda tu hi rehmaan hai
Tu bada hai badi shaan hai
Aye khuda tu hi rehmaan hai
Tu bada hai badi shaan hai
Humko toofan ka darr nahin
Tu hamara nigehbaan hai
Humko toofan ka darr nahin
Tu hamara nigehbaan hai
Aye khuda tu hi rehmaan hai
Tu bada hai badi shaan hai

Tune nabiyon ka rakha bharam
Sab rasoolon pe tera karam
Tune nabiyon ka rakha bharam
Sab rasoolon pe tera karam
Unke sadqe mein hi aye khuda
Tu sambhalega humko sada
Unke sadqe mein hi aye khuda
Tu sambhalega humko sada
Teri rehmat pe imaan hai
Tu bada hai badi shaan hai
Aye khuda tu hi rehmaan hai
Tu bada hai badi shaan hai

Bandagi teri karte hain hum
Aur dam tera bharte hain hum
Bandagi teri karte hain hum

Aur dam tera bharte hain hum
Hain karam kitne hum par tere
Hain hum karam par tere
Hain karam kitne hum par tere
Hain hum karam par tere
Tu hamari sada laaj rakh
Humko apna hi mohtaaj rakh
Aye khuda tu hi rehmaan hai
Tu bada hai badi shaan hai

Tere bande hai tere siwa
Hum pukare kise aye khuda
Tere bande hai tere siwa
Hum pukare kise aye khuda
Teri rehmat se daman bhare
Shukr tera adaa hum kare
Teri rehmat se daman bhare
Shukr tera adaa hum kare
Jism mein jab talak jaan hai
Tu bada hai badi shaan hai
Aye khuda tu hi rehmaan hai
Tu bada hai badi shaan hai


Join Us On:
Tips Ibadat:    / tipsibadat  
Tips Official -    / tipsofficial  
Tips Jhankar Gaane -    / jhankargaane  
Tips Films:    / tipsfilms  
Tips Punjabi:    / tipspunjabi  
Tips Marathi -    / tipsmarathi  
Tips Bhojpuri:    / tipsbhojpuri  
90’s Gaane:    / 90sgaane  
Tips Bhakti Prem -    / bhaktiprem  
Volume:    / volume  
Tips Haryanvi:    / tipsharyanvi  
Tips Gujrati:    / tipsgujarati  
Tips Telugu:    / tipstelugu  
Tips Sindhi:    / tipssindhi  

show more

Share/Embed