saiya se bichhad gai ho more Ram_ Chandni Raat1949_Amirbai Karnatak _SadatKhan_Shakeel_Naushad_a tri
mastkalandr mastkalandr
3.6M subscribers
86,187 views
0

 Published On Jul 10, 2020

Song : saiya se bichhad gayi ho more ram..
Film : Chandni Raat,1949,
Singers : Amirbai Karnataki & Sadat Khan,
Lyricist: Shakeel Badayuni,
Music Director: Naushad,
Director: M Ehsan,
Cast: Shyam,Naseem Banoo,Noor Jahan,Sayeeda Khan,David Abraham,Ulhas,Cuckoo,Jillo,Parveen,
Producer : M. Ehsan & S. I. Hassan
Production Co : Taj Mahal Picture

Lyrics:-
saiya se bichhad gayi ho more ram
saiya se bichhad gayi ho more ram
saiya se bichhad gayi ho more ram
meri duniya ujad gayi ho more ram
meri duniya ujad gayi ho more ram
meri duniya ujad gayi ho more ram

jivan ke din kaise bitau hay kaise bitau
dil pe jo bite keh bhi na pau, hay keh bhi naa pau
mai toh mushkil me pad gayi ho more ram
meri duniya ujad gayi ho more ram
meri duniya ujad gayi ho more ram

na ham unke na woh hamare, hay na woh hamare
raat ko ro-ro dil yeh pukare
chandani rut kidhar gayi ho more ram
saiya se bichhad gayi ho more ram
saiya se bichhad gayi ho more ram

birha ke dukh mujhse uthe na, hay mujhse uthe na
hay sajanwa mere huye na, hay mere huye na
dil dey ke mai mar gayi ho more ram
meri duniya ujad gayi ho more ram
meri duniya ujad gayi ho more ram

pyar bana tha jiska khewaiya, hay jiska khewaiya
dub rahi hai aaj woh naiya
meri kismat bigad gayi ho more ram
saiya se bichhad gayi ho more ram
saiya se bichhad gayi ho more ram....

Forgotten Singer/Composers Unforgettable Melodies......

Forgotten Singer and music composer Sadat Khan :-
Singer Sadat Khan was music composer also he gave music in few films only ..
1.Bhatakati Maina-1947
2. Behram Daku-1959 ,
3. Arab ka Sitara-1961,

List of songs Sadat Khan as singer...

Naachti Phirti Hai Sadkon Pe (Shakl Mardaani Hai)
Film: Behram Daku
Singer: Sadat Khan
Music Director: Sadat Khan
Lyricist: Saba Afghani


Saiyan Se Bichhad Gayi Ho More Ram ...
Film: Chandni Raat
Singer: Amirbai, Sadat Khan
Music Director: Naushad Ali
Lyricist: Shakeel Badayuni


Ab Dekh Liya Humne Ye Beqadr Zamana..

Film : Great Show of India
Singer: Sadat Khan
Music Director: Avinash Vyas
Lyricist: Qamar Jalalabadi


Phir Tumhari Yaad Aayi Ae Sanam Phir Tumhari Yaad Aayi Ae Sanam
Film : Rustam Sohrab
Singer: Mohammed Rafi, Manna Dey, Sadat Khan
Music Director: Sajjad Hussain
Lyricist: Qamar Jalalabadi


As music director Sadat Khan..

Song / Film /singer /Lyricist / Music Director
Tere Sitam Ki Dastan Ham Na Juban Pe Layenge Mubarak Begum Saba Afghani Sadat Khan
Beraham Daku (1959)

Kabhi Hum Se Kabhi Gairo Se..Ismail Azad Qawwal, Shamshad Begum Sadat Khan
Arab Ka Sitara (1961) Saba Afghani

Betaab Hai Dil Bechain Nazar.. Talat Mahmood Saba Afghani Sadat Khan
Beraham Daku (1959)

Shama Gul Karke Na Ja... Mubarak Begum Ehsan Rizvi Sadat Khan
Arab Ka Sitara (1961)

Ghazals :-
Aansu Bahaye Ja...Sadat Khan Sadiq Lakhnavi Sadat Khan

Salaam Tujhpe Muqaddar Sawarnewale...Mubarak Begum,Meenu Purushottam Sadat Khan
Bhatakti Maina (1947)

Aa Gayi Jawani Zume Zindgani.. Savita Banerjee Ehsan Rizvi Sadat Khan
Arab Ka Sitara (1961)

Aage Badh O Himmatwala Aage Badh.. Sadat Khan Aziz Ghazi Sadat Khan
Arab Ka Sitara (1961)

Ae Aasman Ke Chand Utar Aa Zameen Par..Sadat Khan Sadiq Lakhnavi Sadat Khan
Bhatakti Maina (1947)

Bhukhe Marne Ki Naubat Aayi...Sadat Khan Sadiq Lakhnavi Sadat Khan
Bhatakti Maina (1947)

show more

Share/Embed