Kahaani Rozedar Ki | Ja Rahe Hain Ali Murtaza | Kabul Bukhari | Sameer Khan | Islamic Popular Song
Tips Ibadat Tips Ibadat
783K subscribers
847 views
0

 Published On Feb 23, 2024

Tips Ibadat Presents Islamic Popular Songs "Kahaani Rozedar Ki | Ja Rahe Hain Ali Murtaza" Sung By Sameer Khan & Kabul Bukhari. @TipsIbadat

#islamicsongs #muslimsongs #devotionalsongs #ibadat

To receive regular Spiritual and Divine song updates, do subscribe to us on the below link.    / tipsibadat  

Song Credits :
Song: Ja Rahe Hain Ali Murtaza
Singer & Music Director: Kabul Bukhari
Lyricist: Nida Kazmi
Video Director : Sadique
Producer: Tips Industries Ltd.
Conceptualized by: Tannaz Bandukwalla

Song Credits :
Song: Kahaani Rozedar Ki
Singer: Sameer Khan
Lyricist & Music Director: Shabbir Ahmed
Director: Qamar Qureshi
Video Director : Sadique
Producer: Tips Industries Ltd.
Conceptualized by: Tannaz Bandukwalla

Lyrics:

Ali Ali Ali
Ali Ali Ali
Ali Ali Ali
Ali Ali Ali
Keh Ke Koofe Ko Yun Alwida
Keh Ke Koofe Ko Yun Alwida
Ja Rahe Hain Ali Murtaza
Ja Rahe Hain Ali Murtaza
Keh Ke Koofe Ko Yun Alwida
Keh Ke Koofe Ko Yun Alwida
Ja Rahe Hain Ali Murtaza
Ja Rahe Hain Ali Murtaza

Qabr E Zehra Se Aayi Sada
Qabr E Zehra Se Aayi Sada
Qabr E Zehra Se Aayi Sada
Qabr E Zehra Se Aayi Sada
Ja Rahe Hain Ali Murtaza
Ja Rahe Hain Ali Murtaza
Ja Rahe Hain Ali Murtaza
Ja Rahe Hain Ali Murtaza
Ali Ali Ali
Ali Ali Ali
Ali Ali Ali
Ali Ali Ali

Roke Zainab Ne Ki Aah O Zaari
Teen Din Se Lahu Yun Hai Jaari
Roke Zainab Ne Ki Aah O Zaari
Teen Din Se Lahu Yun Hai Jaari
Ibn E Muljim Ne Nezaa Hai Mara
Betiyaan Hogayi Be Sahara
Ibn E Muljim Ne Nezaa Hai Mara
Betiyaan Hogayi Be Sahara
Ho Rahi Hai Ye Aah O Baqa
Ho Rahi Hai Ye Aah O Baqa
Ja Rahe Hain Ali Murtaza
Ja Rahe Hain Ali Murtaza
Ali Ali Ali
Ali Ali Ali
Ali Ali Ali
Ali Ali Ali

Mere Baba Main Sadqe Tumhare
Karbala Jaungi Kis Sahare
Mere Baba Main Sadqe Tumhare
Karbala Jaungi Kis Sahare
Kaun Samjhega Tashna Labi Ko
Pyase Honge Ye Bacche Tumhare
Kaun Samjhega Tashna Labi Ko
Pyase Honge Ye Bacche Tumhare
Kaun Mushkil Karega Kusha
Kaun Mushkil Karega Kusha
Ja Rahe Hain Ali Murtaza
Ja Rahe Hain Ali Murtaza
Ali Ali Ali
Ali Ali Ali

Haye Zainab Ka Armaan Ho
Baba Tum To Meri Jaan Ho
Tere Zakhmon Pe Aye Mere Baba
Teri Beti Ye Qurbaan Ho
Tere Zakhmon Pe Aye Mere Baba
Ja Rahe Hain Ali Murtaza
Ali Ali Ali
Ali Ali Ali

Baad Ghazi Ke Aye Mere Baba
Jab Yateemon Ka Pehra Main Dungi
Baad Ghazi Ke Aye Mere Baba
Jab Yateemon Ka Pehra Main Dungi
Nange Sar Ye Kunba Luta Kar
Kis Ko Baba Sadayein Main Dungi
Kis Se Kar Paungi Ilteja
Ja Rahe Hain Ali Murtaza
Keh Ke Koofe Ko Yun Alwida
Ja Rahe Hain Ali Murtaza

Kahaani Rozedar Ki Lyrics:
Suno Mominon Suno
Ye Kahani Hai Ek Rozedaar Ki
Suno Mominon Suno
Ye Kahani Hai Ek Rozedaar Ki
Kya Hai Martaba Roze Ka
Kya Hai Qadr Rozedaar Ki
Suno Mominon Suno
Ye Kahani Hai Ek Rozedaar Ki

Roze Ka Kya Hai Martaba
Aao Tumhein Sunayein Hum
Dur Ek Gaon Mein
Ek Beti Aur Maa Rehte The
Faaqa Kashi Mein Bhi
Khuda Ka Shukr Karte The
Allah Ko Pasand Thi
Namaz Sabrdaar Ki
Suno Mominon Suno
Ye Kahani Hai Ek Rozedaar Ki
Suno Mominon Suno
Ye Kahani Hai Ek Rozedaar Ki

Tees Roze Leke Ramzan Aagaya
Allah Ki Rehmat Ka Farman Aagaya
Tees Roze Leke Ramzan Aagaya
Allah Ki Rehmat Ka Farman Aagaya
Sab Rozedaar Sehri Ki Tayyari Kar Rahe The
Bachhi Ke Dil Mein Hasrat Roze Ki Uth Gayi
Maa Se Apni Boli Main Bhi Rakhungi Roza
Maa Ne Kaha Chhoti Hai Tu Aye Meri Bachhi
Pyaas Ki Shiddat Ko Tu Seh Na Sakegi
Sehri Ka Waqt Aaya To Chupke Se Vo Uthi
Pani Piya Roze Ki Niyyat Karke Sogayi
Uth Kar Qaza Fajr Ki Namaz Vo Padhi
Allah Rakhna Laaj Meri Keh Ke Ro Padi
Jo Kuch Tha Waqia Vo Bayan Usne Kardiya
Ammi Meri Maine Bhi Aaj Roza Rakh Liya
Maa Ne Kaha Kyun Roza Rakha Baat Tujhe Batani Thi
Roza Kholne Ko Hame Nani Ke Ghar Jana Tha
Rasta Jungle Ka Hai Is Baat Ka Hai Darr
Raste Mein Hi Ho Jayegi Iftar Kya Khabar
Ye Baat Hai Us Neik Ibadat Guzar Ki
Suno Mominon Suno
Ye Kahani Hai Ek Rozedaar Ki
Suno Mominon Suno
Ye Kahani Hai Ek Rozedaar Ki

Dono Hi Ghar Se Chal Pade Meelon Ka Ye Safar Tha
Anjaan The Har Baat Se Aur Waqt Tha Asar Ka
Ek Sher Aur Sherni Raste Mein Aagaye
Sher Ne Kaha Ke Ye Accha Shikar Hai
Bachhi Ne Kaha Roke Hum To Rozedaar Hai
Sherni Boli Ki Inko Hum Jo Khayenge
Allah Ko Batao Kya Mu Dikhayenge
Roze Ki Barkaton Se Khatra Bhi Ye Tal Gaya
Allah Ke Fazal Se Dil Bhi Sher Ka Pighal Gaya
Allah Puri Karta Dua Deendaar Ki
Suno Mominon Suno
Ye Kahani Hai Ek Rozedaar Ki
Suno Mominon Suno
Ye Kahani Hai Ek Rozedaar Ki


Join Us On:
Tips Ibadat:    / tipsibadat  
Tips Official -    / tipsofficial  
Tips Jhankar Gaane -    / jhankargaane  
Tips Films:    / tipsfilms  
Tips Punjabi:    / tipspunjabi  
Tips Marathi -    / tipsmarathi  
Tips Bhojpuri:    / tipsbhojpuri  
90’s Gaane:    / 90sgaane  
Tips Bhakti Prem -    / bhaktiprem  
Volume:    / volume  
Tips Haryanvi:    / tipsharyanvi  
Tips Gujrati:    / tipsgujarati  
Tips Telugu:    / tipstelugu  
Tips Sindhi:    / tipssindhi  

show more

Share/Embed